Khabar Cinema

Film Director Azhar Hussain ki Mother ka hua dehant

Film Director Azhar Hussain ki Mother ka hua dehant Aaj subha delhi mein attack aane ke wajah se ..Azhar Hussain ji ko khabar milte hi woh delhi pahunche aur pura pariwar waha maujud tha saath hi saath Azhar Hussain ke kareebi dost bhi waha maujud the..par Azhar Hussain ki ammi ka ek khawahish tha ki mere marne ke baad unki kabar Kolkata ke Gobra kabristaan mein bane jaha unke Walid aur walida pahle se maujud hain